|
|
| Shayeri
SMS Messages |
- Le gaya cheen ke kaun aaj tera sabar-o-qaraar
Beqaraari tujhe, ae dil, kabhi aisi toh na thi
- Un ki aankhon ne khuda jaane kiya kya jadoo
Ke tabiyyat meri maa'il kabhi aisi toh na thi
- Chashm-e-qaatil meri dushman thi hamesha lekin
Jaise ab hogayi qaatil kabhi aisi toh na thi
- Kya sabab tu joh bigar tha hai Zafar se har baar
Khoo teri hoor-e-shimaa'il kabhi aisi toh na thi
- mar kay bhi jo na mar sakay, jab maut kuch na kar sakay,
pee kar jo zinda reh sakay, peena woh Jaam-e-zindagi.
- Tum kya jano kya hoti hai tanhaii,is tute huye patte se puch lo kya hoti
hai judaii..,yu bewafaii ka ilzam na de zalim,is waqt se puch kis waqt teri
yaad na aayi...
- Aakhon me aasun ki lakeer ban gayi,
kabhi na socha tha aise taqdeer ban gayi,
hum yuhi fira rahe the reth pe ungliya,,,
gaur se dekha to aapki tasweer ban gayi...
- mujha humsafar bhi mila woh to shikasta hal meri tarah.. kae manzaloon ka
thaka huwa kae rastoon main luta huwa.. yeh jo nazar bicha ka guzar gaya mera
samna sa abhi abhi... yeh mera hi shaher ka log hain mera ghar sa ghar hai
jura huwa... mujha rasta main ek khat mila kisi badnaseeb ka para huwa...
kaheen khoon-e-dil sa likha huwa kaheen aansoon sa mita huwa.
- Mujha apna zabt pa naz tha sar-e-bazm rat yeh kia huwa.. meri aankh kaisa
chalak gaye mujha ranj hai yeh bura huwa... mujha aap kion na samaj saka khud
apna dil sa poocheya.... meri dastan-e-hayat ka hai wark wark khula huwa.
- Har dharkan mein ek raz hota hain, har baat ko batane ka ek andaz hota hai,
jab tak thokar na lage bewafai ki, har kisi ko apne pyar par naz hota hai.
Page :[ Shayeri SMS Messages ][ Shayeri Text SMS Messages ][ Shayari SMS Messages ][ Urdu Shayari SMS Messages 1 ][ Urdu Shayari SMS Messages 2 ][ Urdu Shayari SMS Messages 3 ][ Urdu Shayari SMS Messages 4 ]
|
|