Muje SMS kro aur pao Bumper prize. 19" TV ka diba, Dubai janey wale jahaz
ko TA TA karney ka muqa,10 lakh wali car ka
Photo,Aik Dinner wo bhi aap kay ghar....
Ashyanon ko jlaya na karo ,,, stayaoon ko our staya na karo,,, SMS nahein
karna to na karo lakin Miss call de kar kanjosi
dekhaya na karo
Hum ne kab tum se mulaaqat ka wada chaha door reh kar bhi tumhe tum se
ziada chaha es bar shiddat se yad aein tum jab tumhe
sms na karney ka erada chaha
Pyar Karne Ka Andaaz Aana Chahiye,
Yaad Karne Ke Liye Meethi Yaad Aani Chahiye,
Aap Hamein Roz Call Karo Ya Na Karo,
Par Pyara Sa SMS Roz Ana Chahiye.
Majnu ko Laila ka SMS nahi aaya usne 3 din se khana nahi khaya. Woh marne
wala hai Laila ke pyar mein,Aur Laila baithi hai
SMS free hone ke intezar mein ..........................
Fir wohi din higa,wohi rat hogi, Lekin ab na jane fir mulakat hogi Magar
karte rehna SMS, Kabhi to Dil se Dil ki baat hoghi.
Jaha raha hai mera SMS, na jane kya gul khilayega? pyar se padha jayega ya
bina dekhe delete ho jayega, agar delete na hoga
to ek reply jarur aayega...
MSG Na Karke Dil Tod Diya, Mobile Dafna Dena, Kafat Na Mile to Apna Rumal
Uda Dena, Koi Puche Rog Kya tha, to Nazrein Jhuka
Ke Kanjusi Bata dena.
Khayalo ko kisi aahat ki aas rahati hai,
nighao ko kisi surat ki pyas hoti hai,
tere bin kisi cheez ki kami to nahi,
magar tere SMS bin tabiyat udas rahati hai...
Dil me ummido ki shama jala rakhi he,
Hamne apni alag dunia basa rakhi he,
yakin ke sath ki ayega apka SMS,
Hamne apne mobile per ankhe biccha rakhi hai...!!